Dal lake
Dal lake
jammu kashmir ka capital shri nagar h jaha par kudrat ki khubsurati baya karta hua lake dal lake h
dal lake shri nagar me h jammu kashmir me sabse jada turist yahi par ate hai dal ko dekhne ke liye duniya ke sabhi kone se
log aate hai. dal lake apne app me ek bahut hi khubsurat lake isko dekhne ke baad log iski khubsurati baya nhi kar sakte hai.
..
dal lake view?
dal lake me ghumne ke liye ham
1-sikara. lake
2- bot hotel
3- sikara market
4- floating garden
5- museum
6- vegetables garden
7- bot house
.8- mugal garden ............
.
Area?
dal lake lagbhag 30km tak faila hua hai jiske andar bot house bot hotel or sikara market or floating garden.. or museum or bhi kai chiz pai jatai hai
dal lake lagbhag 20fit (6m) gahra hai jisme 9km area me sari market or garden hai or baki ka plase khali hai jo ki lagbhag pure shri nagar ke area me faila hua hai baki ka jo area hai vo 9km ke baad jada gahra hai jisme bot allow nhi hai
jammu kashmir me shri nagar me dal lake se lagbhag us$277 million (11 billion) ka goverment of india🇮🇳 ko benifit milta hai jo ki par year ka hisab hai
..
🌏Asia me ki fames lake dal lake hai jisko dekhne ke liye log dur dur se aate hai ..
..,............ .............
Dal lake beauty of india
Join the conversation